Kitni bhi mehnat karo, weight kam nahi ho raha?
Toh haar mat maano! Yoga mein consistency, dedication aur sahi routine hi aapki fitness journey ko behtar banane mein madad karte hain.
Roz yoga karo, apni diet par dhyan do aur apne goal ke liye committed raho. Results ke liye patience aur consistency zaroori hai!
#Yoga #WeightLoss #YogaForWeightLoss #YogaMotivation #manmohanyogi
weight loss stuck hai, weight loss motivation, fat loss tips, fitness motivation, weight loss tips, jairam yoga











Hello sir mere ko apna weight loss karni hai minimum 5-7kg tak mai ek student hu to sone ka time fixes nhi hai to aap please sir mujhe bataiye mai kya karu 🙏🙏
😢😢
Sahi hai sir
👍💯
Kyunki subah jaldi nahin utha jata
Sardiyon ki exercise bataiye Koi
👍
👍🙏🙏🙏
Sir ho to jata lekin fer waps aa jata
Mera weight hai 64 aur age hai 45 Muje sugar b hai ab tak sugar meri normal hoti thi but abhi high rehne lagi hai Muje kuch batay jis se meri sugar normal b ho aur Mera weight b kam ho plz
White discharge may urine affection hote he uske liye kuch vdo banaye sir
Dhanyawad Sir 🙏🙏🙏.
Are yrr weakness feel hoti hai herbalife use krti hu fir bhi khaana khaane ka man hota hai sir dard rhta hai aankhe khinchi khinche rhti hai
👍
Meri height 5.3 ar mera weight 60kg h ar mujhe cirvical v hai m thoda sa v exercise krti hu chkkar aane lgta h sr m drd hone lgta h smjh nhi aaata h kya kru
💯👍👍👍
Ayk manth main
Main nay 5kg weight los kia h AP ki video dakh kar thank you sir
sir mein 52 kg hun height 4 11 hai kine weight ka dumble use karna chaiye mujhe
Sir AP ki video se miy bht seekhny ko milta h thankyou sir
Sahi baat hai
Meri height 5.5 h weight 64 kg h
Sir mai bahut mehnat krti hu but weight km nahi ho raha,